islamqa

  1. Abdul Adil

    Electric Badminton aur Machines se mozi janwar ko maarne ka kya hukm hai?

    Electric Badminton aur Machines se mozi janwar ko maarne ka kya hukm hai? Credit :- Islam Question Answer Urdu Link Share :- Maqbool Salafi Hafizahullah Romanised :- Abdul Adil Ansari Sawal :- Makkhi ko barqi jhatkon (electric shock) se maarne ka kya hukm hai? Jawab :- Alhamdulillaah Barqi...
  2. Umar Asari

    Kya Talaaq dene se Allah ka Arsh kaanpta hai?

    Kya Talaaq dene se Allah ka Arsh kaanpta hai? Sawaal: Kya talaaq dene se Allah ﷻ ka Arsh kaanpne lagta hai? Jawaab: Is silsile mein ek Hadees bayan ki jaati hai lekin woh Hadees Mauzoo’ aur Manghadat hai, Sahih nahi hai. Woh Hadees is tarah se hai, ’Ali bin Abi Talib Radhiallahu Anhu bayan...
  3. Shona shaikh

    Lafz-e-“Allah” ki screen waala mobile toilet mein le jaana

    Lafz-e-“Allah” ki screen waala mobile toilet mein le jaana ✯Sawal:✯ Agar kisi shakhs ke paas mobile screen par Arabic mein Allahu Akbar likha ho to kya us ke liye Bait-ul-Khala mein mobile le jaana jaaiz hai? ✬Jawab:✬ Alhamdulillah: Aksar Fuqahaa-e-Kiraam ne Allah ke zikr par mushtamil koi bhi...
  4. Shona shaikh

    Zahir ka khaas ihtimaam karna

    Zahir ka khaas ihtimaam karna ✯Sawaal:✯ Kuch log apne zahir aur libaas waghaira ka bahut ziyadah ihtimaam karte hain, aur us par bahut ziyadah paise bhi kharch karte hain, kya yeh kaam shari’at ke mutabiq hai ya nahi? ✬Alhamdulillah:✬ Zahir ke saath ya’ni libaas waghaira mein mubaalgha se...
  5. Umar Asari

    Kya achchi biwi, ya achche shauhar ke husool ke liye koi khaas dua hai?

    Kya achchi biwi, ya achche shauhar ke husool ke liye koi khaas dua hai? Sawaal: Kya koi Aayat ya aisi dua hai jise hum future mein achchi biwi ya shauhar ki talash ke liye padhen? Aur woh kon kon si cheezien hain jin par ek shakhs ko dhyaan dena chaahiye ke jis se yeh ilm ho sake ke yeh...
  6. Umar Asari

    Do Shawwal ko Roza rakhna jaaiz hai

    Do Shawwal ko Roza rakhna jaaiz hai! ❀Sawaal:❀ Kya eid ke doosre ya teesre din qaza ka Roza rakhna jaaiz hai? ✿Jawaab:✿ Eid-ul-Fitr sirf ek din hai jo ke ek Shawwal hai. Lekin logon mein jo yeh mashhoor ho chuka hai ke Eid-ul-Fitr teen din hoti hai, sirf logon mein hi yeh mashhoor hai jis se...
  7. Umar Asari

    Shawwal ke 6 Roze monday aur thursday ko rakhne ka hukm

    Shawwal ke 6 Roze monday aur thursday ko rakhne ka hukm Sawaal: Kya yeh sahih hai ki main monday aur thursday ke Roze ka sawab haasil karne ke liye Shawwal ke 6 Roze monday aur thursday ke din Roza rakh lun? Jawaab: Ji haan is mein koi harj nahi, In Sha Allah aap ke liye Shawwal ke 6 Rozon aur...
  8. Umar Asari

    Kya Tashah-hud mein "Assalamu Alaika Ayyuhan Nabiyyu" padha jaayega ya "Assalamu Alan-Nabiyyi"???

    Kya Tashah-hud mein "Assalamu Alaika Ayyuhan Nabiyyu" padha jaayega ya "Assalamu Alan-Nabiyyi"??? ✵Sawaal✵ Kya yeh sahih hai ki Nabi Sallallahu Alaihi Wasallam ki maut ke baad agar koi shakhs Tashah-hud main "Assalamu Alaika Ayyuhan Nabiyyu" (اَلسَّلاَمُ عَلَيْكَ أَيُّهَا النَّبِيُّ) kehta hai...
  9. Shona shaikh

    Kya Khana Khaate Huwe Baat Karna Jaaiz Hai?

    Kya Khana Khaate Huwe Baat Karna Jaaiz Hai? Romanised By:- Muhammad Rizwan Salafi Sunnat e Nabwi Sallallahu Alaihi Wasallam mein aisi koi baat nhi hai. Jisse khane ke darmiyan baat karna mana' qaraar diya jaaye. Kyonke Nabi e Kareem Sallallahu Alaihi Wasallam se khana khane ke doraan guftagu...
  10. Umar Asari

    Posts par “Subhanallah” ya “Allahu Akbar” waghera kehna!

    Posts par “Subhanallah” ya “Allahu Akbar” waghera kehna! ✵Sawaal:✵ Aap ki aise logon ko kya naseehat hai jo social websites par kuch jadi-bootiyon ki aisi photos share karte hain jin par lafz e Jalalah “Allah” ya kisi jaanwar ki tasweer hoti hai, jis par “Muhammed” likha huwa nazar aata hai...
  11. NASEER KHAN

    Nafl Namaz padhne waale ke peeche Farz Namaz padhna

    Assalamu Alaikum Warahmatullahi Wabarakatuhu koi banda agar akela namaz padh raha ho. Farz, Sunnat ya fir Nafl aur pichey se koi mujhe hath se touch kar ke mera Saath namaz suru karde Fardz namaz samajh kaar to wo.banda kya kare? Iska Jawab Mujhe Islamqa.com me English aur Arabic me Mila hy...
  12. Umar Asari

    Baghair kisi shar’ee daleel ke kisi din ki khususiyat ka da’wa

    Baghair kisi shar’ee daleel ke kisi din ki khususiyat ka da’wa Romanised By: Umar Asari Ibn e Ashiq Ali Asari ❀Sawaal:❀ 13, 21, 22 aur 27 Rajab ki kya ahmiyat hai? ✿Jawaab:✿ Alhamdulillah: Bi-zaatihi in dino ko mutlaqan koi khususiyat haasil nahi, lekin yeh hai ki maah-e-Rajab ke baghair kisi...
  13. Umar Asari

    Kya monthly apni salary se Zakat ada kar sakte hain?

    Kya monthly apni salary se Zakat ada kar sakte hain? ✵Sawaal:✵ Kya main monthly milne waali salary mein se 2.5٪ ke aitbaar se zakat ada kar sakta hun? Kiunki main sirf nisf dauraniya ki duty karta hun, aur main yeh samjhta hun ke saal ke aakhir mein zakat ek baar mein ada karna mushkil hoga...
  14. Umar Asari

    Salary mein se monthly bachat par zakat kis tarah ada kare?

    Salary mein se monthly bachat par zakat kis tarah ada kare? ✯Sawaal:✯ Main ek company mein taqreeban do saal se job kar raha hun, aur har mahine apni salary ka ek bada hissa bachat ke taur par jama karta hun, aur is tarah se dasven (10th) mahine mein mere paas us waqt ke mutabiq nisaab e...
  15. Umar Asari

    Waqt se pehle zakat ada karna

    Waqt se pehle zakat ada karna ✯Sawaal:✯ Kya waqt se pehle zakat ada ki jaa sakti hai? (Masalan agar saal july mein khatm ho raha ho aur main saari ya zakat ka kuch hissa April mein nikaalna chahun)? ✹Jawaab✹ Alhamdulillah: Ji haan, zakat ke wujoob se pehle zakat ki adaaigi karna jaaiz hai...
  16. Umar Asari

    Namaz Mein Sajda e Sahw Kab Kiya Jaayega?

    Sajda e Sahw Kab Kiya Jaayega? ✵Sawaal✵ Assalamu Walaikum. Namaz Me Sajda Sahu Kin Kin Surto Mein Wajib Ho Ga Aur Us Ka Sahi Tarika Kya ho Ga. ✪Jawaab✪ Walaikum Assalam Wa Rahmatullahi Wabarakatuhu Shaikh Ibn e Uthaimeen Rahimahullah se sajda e sahw ke asbaab ke mutalliq sawaal kiya gaya to...
  17. Umar Asari

    Nange (nude) ho kar ghusl karna kaisa hai?

    Nange (nude) ho kar ghusl karna kaisa hai? ❀Sawaal:❀ Assalamualaikum Ghusl (bathing) karte waqt sharmgha ko dhakna zaruri hai? Baghyar dhake kya ghusl hojaye ga ? Na dhakne par kya gunaah hai? ✿Jawaab:✿ Walaikum Assalam Warehmatullahi Wabarakatuhu Imam Bukhari Rahimahullah ne Sahih Bukhari...
  18. Umar Asari

    Toilet mein bismillah keh kar wuzu kar sakte hain?

    Toilet mein bismillah keh kar wuzu kar sakte hain? ❀Sawaal:❀ AS SALAMU ALAIYKUM sawal hain ki aksar logo ke bathroom( gusal khana) toilet se attech hotey hain toh aiesi halat mein gusal karne ke dauraan bismillah kaise pardi jati hain? Kyuki ghusal mein bhi wadhu karna hota hain aur Wadhu...
  19. S

    JANNAT MEIN JANNATIYO KI UMAR 30 YA 33 BARAS KI HOGI

    JANNAT MEIN JANNATIYO KI UMAR 30 YA 33 BARAS KI HOGI Shiekh Muhammad Saalih Al Munajjid Alhumdulilah: Jannat mein jannati mukammal khobsoorti aur jamal ke sath daakhil honge, aur unki shakl apne baap Aadam Alaihissalam par hogi jinhein Allah taala ney apne hath se paida farmaya aur unki...
  20. S

    Jahannum mein aurton ki tadaad mardon ki tadaad se ziyada kyun hai?

    Jahannum mein aurton ki tadaad mardon ki tadaad se ziyada kyun hai? Sheikh Muhammad Saalih Al Munajjid Romanised: Siraj Alhmdulillah : Nabi Sallallahu Alaihi wasallam se yeh saabit hai ke jahannum mein aurton ki aksariyat hai. Imran bin Husain bayan karte hain ke Nabi Sallallahu Alaihi...
Top