shaikh maqbool ahmed salafi

  1. Umar Asari

    Deen ka ilm hasil karne ke liye aurat ka ghar se akele bahar jaana kaisa hai?

    Ta’leem ki gharz se naujawaan ladki ka ghar se bahar nikalna ✵Sawaal:✵ Ek naujawaan ladki ghar se tees chaalis minute ki doori par Quran ki tafseer seekhne ke liye akeli jaati hai, raaste mein bahut bheed rehti hai jahan mard bhi bahut hote hain, to us ke waalid bahar nikalne se mana karte hain...
  2. Shona shaikh

    Nabi (Sallallahu Alaihe Wasallam) Ke Aqeeqe Se Milaad Ka Saboot?

    بِسْمِ اللَّهِ الرَّحْمَٰنِ الرَّحِيمِ Nabi Sallallahu Alaihi Wasallam ke aqeeqe se milaad ka saboot? Tehreer: Shaikh Maqbool Ahmad Salafi Hafizahullah Barelwi hazraat ek baatil riwayat se daleel pakadte huwe yeh kehte hain ke Nabi Sallallahu Alaihi Wasallam ne apni paidaish ki khushi mein...
  3. Shona shaikh

    Kya Sahaba Ne Milaad Manaya?

    بِسْمِ اللَّهِ الرَّحْمَٰنِ الرَّحِيمِ Kya Sahaba Ne Milaad Manaya? Tehreer: Shaikh Maqbool Ahmed Salafi Hafizahullah Romanised By: Umar Asari Milaad manane waale yeh daleel paish karte hain ke Hazrat Abbas Radhiallahu Anhu ne Nabi Sallallahu Alaihi Wasallam ki shaan mein ta’reefi...
  4. Shona shaikh

    Ahl e Mayyat Ke Ghar 40 Din Tak Khaana Dena.

    بِسْمِ اللَّهِ الرَّحْمَٰنِ الرَّحِيمِ Ahl e Mayyat Ke Ghar 40 Din Tak Khaana Dena Tehreer: Shaikh Maqbool Ahmad Salafi Hafizahullah Romanised By: Umar Asari Sawal: Aaj kal aisa hota hai ke log mayyat ke ghar 40 din tak khaana bhejte hain is amal ki kya haisiyat hai? Isi tarah ahl...
  5. Umar Asari

    Kya naam ka asar hota hai?

    Kya naamon ki taseer hoti hai? Tehreer: Shaikh Maqbool Ahmad Salafi Hafizahullah Naamon ke talluq se hamaare samaaj mein bahut saari ghalatfehmiyan paayi jaati hain. Masalan: ➊ Agar bachcha shararti ho to kaha jaata hai ke naam badal lo is ki qismat badal jaayegi. ➋ Aise hi bachcha bemaar...
  6. Umar Asari

    Nazr e Bad Ka Shar'ee Ilaaj

    Nazr e Bad Ka Shar'ee Ilaaj Tehreer: Shaikh Maqbool Ahmad Salafi Hafizahullah Romanised By: Umar Asari Aksar log jo kisi kaam mein mahaarat rakhte hain ya khoobsurat aur haseen o jameel hote hain, unhein kisi ki nazar lag jaati hai, aur mushahde mein aaya hai badon ki nisbat bachchon ko nazar...
  7. S

    Kya Farishton Ko Maut Aayegi?

    Kya Farishton Ko Maut Aayegi? Tehreer: Shaikh Maqbool Ahmed Salafi Hafizahullah Islamic Dawah Center-Taif Romanised By: Umar Asari Yeh baat ahl e ilm ke darmiyaan ikhtilaaf ka baa’is hai ke farishton ko maut aayegi ke nahi? Dalail se wazeh hota hai ke farishton ko bhi maut aayegi, is liye yeh...
  8. S

    Kya Allah sattar (70) maaon se ziyadah mohabbat karta hai?

    Kya Allah sattar (70) maaon se ziyadah mohabbat karta hai? Tehreer: Shaikh Maqbool Ahmad Salafi Hafizahullah Islamic Dawah Center - Taif Romanised By: Umar Asari Yeh baat logon mein yaqeen ki hadd tak mashhoor ho gayi hai ke Allah Ta'ala apne bandon se sattar (70) maaon se ziyadah mohabbat...
  9. S

    Esa Alaihissalam Ka Nuzool Aur Shariyat e Muhammadiya Ki Paas-Dari

    Esa Alaihissalam Ka Nuzool Aur Shariyat e Muhammadiya Ki Paas-Dari Tehreer: Shaikh Maqbool Ahmad Salafi Hafizahullah Quran o hadees ke muta'addid (kai) dalail se pata chalta hai ke Mohammad Sallallahu Alaihi Wasallam ke Baad koi Nabi nahi aaney wala hai. Aap hi Allah ki taraf se aakhri Nabi...
  10. Umar Asari

    Allah ko “TU” keh kar Pukarna

    Allah ko “TU” keh kar Pukarna Tehreer: Shaikh Maqbool Ahmad Salafi Hafizahullah Romanised By: Umar Asari ❀Sawal:❀ Kya Allah ko “TU” kehna sahih hai aur kya Quran o Hadees mein is ki koi daleel milti hai? ✿Jawab:✿ Allah Taala tan e tanha (akela) poori makhlooq ka Khaaliq, Maalik, Raaziq aur...
  11. Umar Asari

    Musalman Par Kufr Ka Ilzaam Lagana

    Musalman Par Kufr Ka Ilzaam Lagana Tehreer: Shaikh Maqbool Ahmed Salafi Hafizahullah Romanized By: Umar Asari Ibn e Hibban Ki Aik Hadees Hai, Jis Mein Kisi Musalman Par Kufr Ki Tohmat Laganay Ki Sakht Wayeed Aayi Hai Woh Hadees Is Tarah Marwi Hai. عن حذيفة رضي الله عنه قال : قَالَ رَسُولُ...
  12. Umar Asari

    Rukhsat Hote Waqt Kya Kahen?

    Rukhsat Hote Waqt Kya Kahen? Tehreer: Shaikh Maqbool Ahmad Salafi Hafizahullah Romanised By: Umar Asari Aam taur se logon mein mlite waqt Hi Hello aur juda hote waqt Bye Bye kehne ka chalan (riwaaj) hai jo ke maghribi tehzeeb (western culture) se aaya hai. Hum muslim qaum hain hamein...
  13. Umar Asari

    Kamyaab Shohar Bannay Key Liye 10 Tajaweez (Advices)

    Kamyaab Shohar Bannay Key Liye 10 Tajaweez (Advices) Tehqeeq Key Saath: Shaikh Maqbool Ahmed Salafi Hafizahullah Romanised By: Umar Asari (1) Shreek e Hayaat (Wife) Key Liye Zebaish (Expositions) Ikhtiyar Kiijiye: Apni Shreek e Hayaat (Biwi) Key Liye Khubsoorat Libaas Pehanye, Khushbu...
  14. Umar Asari

    Daadhi kaatne se mutalliq Abdullah bin Umar aur Abu Hurairah Radhiallahu Anhum ka amal

    Daadhi kaatne se mutalliq Abdullah bin Umar aur Abu Hurairah Radhiallahu Anhum ka amal Tehreer: Shaikh Maqbool Ahmad Salafi Hafizahullah Romanised by: Umar Asari Logon mein daadhi se mutalliq ek muththi se ziyadah katwaane waala Abdullah bin Umar aur Abu Hurairah Radhiallahu Anhum ka amal...
  15. Umar Asari

    Jis ghar mein khajoor nahi, woh ghar waale bhooke hain

    Jis ghar mein khajoor nahi, woh ghar waale bhooke hain Tehreer: Shaikh Maqbool Ahmed Salafi Hafizahullah Islamic Dawah Center–Taif Romanised By: Umar Asari Ahadees ke andar khajoor ki badi fazeelat bayaan ki gayi hai kiunki us mein sahet ka raaz aur mukhtalif beemariyon ka ilaaj maujood hai...
  16. Umar Asari

    Amanat ki waapsi par hadiya qabool karna

    Amanat ki waapsi par hadiya qabool karna Tehreer: Shaikh Maqbool Ahmad Salafi Romanised By: Umar Asari ✵Sawaal✵ Assalamu Alaikum Wa Rehmatullahi Wabarakatuhu Mu’azzaz ulamaa e kiraam khusoosan Shaikh Maqbool Ahmed Salafi saheb se ek sawaal hai ke Zaid ne Bakr ko 100000 rupees amaanat ke taur...
  17. Umar Asari

    Rishtedaaron Se Talluq Khatm Karna – Ek Samaaji Qahar

    Rishtedaaron Se Talluq Khatm Karna – Ek Samaaji Qahar Tehreer: Shaikh Maqbool Ahmed Salafi Da’ee/ Islamic Dawa Center, Taif Romanised By: Umar Asari Yeh ek ahem masla hai, log aaye din poochte hain ke mere falan rishtedaar ne mujh par ziyadti ki hai ya falan rishtedaar ki taraf se mujhe...
  18. Umar Asari

    Chaaploosi: Aik Samaji Nasoor

    Chaaploosi: Aik Samaji Nasoor Tehreer: Sheikh Maqbool Ahmad Salafi Hafizahullah Romanised By: Umar Asari Tamalluq aur chaploosi neik muashre (society) ke liye cancer hai. Chaploosi mein aik chaploos ka akela faida hota hai jabkay poooray samaaj ke liye nuqsaan hi nuqsaan hota hai. Yeh itni...
  19. Umar Asari

    Misali Aurat

    Misali Aurat Tehreer: Shaikh Maqbool Ahmed Salafi Hafizahullah Romanised By: Umar Asari Allah Taala ne hamein bohat saari ne’maton se nawaza hai. Maal ki Ne’mat, sahet ki Ne’mat, miyan biwi ki Ne’mat, aulaad ki Ne’mat. Aur sab se badi deen ki Ne’mat. Yeh ne’matein is liye mili thien taakay...
  20. Umar Asari

    Aurton ka naak kaan chidwaana

    Aurton ka naak kaan chidwaana Tehreer: Shaikh Maqbool Ahmad Salafi Hafizahullah Romanised By: Umar Asari Islam mein aurton ko apne shauhar ke liye zeenat ikhtiyar karne ki ijazat hai. Naak aur kaan chidwaana bhi zeenat ke taur par hai. Is liye is ki ijazat hai. Nabi ﷺ ke zamaane mein aurtain...
Top