Iftaar ki sahih dua Jo salaf saleheen se saabit ho


Mohammad

New member
السلام عليكم ورحمة الله وبركاته
Mera sawaal yeh hai ki ramdan ka Mubarak mahine aane wala hai konsi dua iftar ke waqt padhe ذَهَبَ الظَّمأُ، وابْتَلَّتِ العُرُوقُ، وَثَبَتَ الأَجْرُ إِنْ شاءَ اللَّهُ تَعالى
The thirst is gone, the veins are moistened, and the reward has been earned if Allah wills this dua is sahih aur iss dua ka maynee bilkul wazhe hai pyas bhuj gayi rage taaja ho gayi aur Allah ne chaha to ajr bhi milega Abu Dawud iss ka matalab yeh iftar ke baad padhna mai yahi dua padhta hu magar allahumma laka sumtu wali dua padhna kaisa hai iftar karne se pehle aur sehri ki bhi koi sahih dua hai to bataye jazakallah khair
 
Thread starter Similar threads Forum Replies Date
Israr Hussain Al-Wahhabi Roza 0

Similar threads


Top