shaadi

  1. NASEER KHAN

    Zina Se Hamal

    Assalamo Alykum Warehmatullah, Mera Ek Aham Sawl hai ke Agar Kisi Khatoon Zina Kare aur Ussay Hamal ho Jaye to Usi Zinakari se Nikah Jayez hogi aur Wo hamal se Jo Bacha Paida hoga Wo Halal hoga❓ aur Us Bachche ki Nisbat Kiski hogi❓ Bara Meherbani Jawab Asan Roman Urdu me Quran-o-Sunnat ki...
  2. Umar Asari

    Kya achchi biwi, ya achche shauhar ke husool ke liye koi khaas dua hai?

    Kya achchi biwi, ya achche shauhar ke husool ke liye koi khaas dua hai? Sawaal: Kya koi Aayat ya aisi dua hai jise hum future mein achchi biwi ya shauhar ki talash ke liye padhen? Aur woh kon kon si cheezien hain jin par ek shakhs ko dhyaan dena chaahiye ke jis se yeh ilm ho sake ke yeh...
  3. Umar Asari

    Muharram Mein Shaadi Karne Ka Hukm

    Muharram Mein Shaadi Karne Ka Hukm Tehreer: Shaikh Maqbool Ahmad Salafi Hafizahullah Romanised By: Umar Asari Logon mein yeh baat mash-hoor ho gayi hai ki Muharram ke mahine mein shadi karna jaayez nahi hai balki yeh khayaal kiya jaata hai ki is mahine ki shadi be-barkati aur museebat o...
  4. Staff Member

    Rizq Aur Shaadi Likhe Huwe Hain

    Rizq Aur Shaadi Likhe Huwe Hain Sawaal: Kiya rizq aur shadi ke baare mein bhi lauh e mehfooz mein likha huwa hai? Jawaab: Qalam ki paidaish se le kar qayamat ke din tak ki har cheez ko Allah Taala ne lauh e mehfooz mein likh rakha hai. Allah Taala ne jab sab se pehle qalam paida farmaya to use...
  5. Umar Asari

    Shaadi ke baad shauhar ka naam apne naam ke saath lagaana kaisa hai?

    Shaadi ke baad shauhar ka naam apne naam ke saath lagaana kaisa hai? Tehreer: Shaikh Rafeeq Tahir Hafizahullah Romanised By: Umar Asari ✪Sawaal:✪ Hamaare mu’ashre mein aksar dekhne mein aaya hai ke shaadi ke baad khawateen apne naam ke saath shauhar ka naam laga leti hain. Kuch ahl e ilm ise...
  6. Umar Asari

    Kya Miyan Biwi Ke Jodey Aasmaan Mein Bantey Hain?

    Kya Miyan Biwi Ke Jodey Aasmaan Mein Bantey Hain? Tehreer: Shaikh Maqbool Ahmad Salafi Hafizahullah Romanised By: Umar Asari Logon mein rishtey ke mutalliq mash-hoor hai ke yeh aasman par bantey hain yani rishta noshtah hota hai. Kya yeh baat sahih hai ke rishta aasman pay banta hai❓ Allah...
Top