Urgent !! virasat ka masla


#1

Rehan

New member
Joined
Jun 16, 2020
Messages
7
Points
3
Location
UP
Mere dada k do bete , un dono beto ki shadi ho chuki hai aur unke bache bhi hain, Masla ye hai ki dada ke rehte ek bete ka intaqal ho gya(Jinke chote nabalig bache bhi hai), fir uske bad dada ne ye waseeyat apne hayat me hi ker gye the ki dono beto(Jisme ek bete ka intaqal ho chuka tha unke bache hai) ko 50-50 wirasat taqseem kiya jayega ,

Toha masla ye hai ki , shariyat k hisab se Kya dono beto k bacho ka hissa 50-50 hoga ? Ya shariyat ka kya huqm hai ?

Apke Jawab ka intazar hai

zajak allahu khaira.
 
#2

Amir Adnan

Member
Joined
Apr 12, 2019
Messages
33
Points
8
Location
221001
Mere dada k do bete , un dono beto ki shadi ho chuki hai aur unke bache bhi hain, Masla ye hai ki dada ke rehte ek bete ka intaqal ho gya(Jinke chote nabalig bache bhi hai), fir uske bad dada ne ye waseeyat apne hayat me hi ker gye the ki dono beto(Jisme ek bete ka intaqal ho chuka tha unke bache hai) ko 50-50 wirasat taqseem kiya jayega ,

Toha masla ye hai ki , shariyat k hisab se Kya dono beto k bacho ka hissa 50-50 hoga ? Ya shariyat ka kya huqm hai ?

Apke Jawab ka intazar hai

zajak allahu khaira.
Assalamu Alaikum warahmatullahi wabarakatuh
Mohtaram bhai is mutalliq thoda tafseel batayen ki Dada ki wafat ke waqt dada ke abbu zinda the ya nahi ?
Aur bete ki wafat ke waqt dadi zinda thi ya nahi ?
Aur dada ki wafat ke waqt dadi zinda thi ya nahi ?
Jazakamullahu khaira
 
Top