Namaz e sunnat


Mohammad

New member
السلام عليكم ورحمة الله وبركاته
Alhamdulillah yeh forum kaafi helpful hai mera sawal yeh ki sunnat namaz ki rakat kitni hai aur zyada se zyada kitni rakat witr aur qiyaam ul layl Allah ke rasool ne padhi hai ? Aap mere sawaal ko nazarandaz na kare aur iska jawab de tasali ki saath taaki mere doubt hai wo clear ho sake sunnat ki rakat ki tadad ko leke abhi hali-me mujhe mere ahle hadees Bhai ne toka aur roka ke asr ke baad koi sunnat nahi hai phir maine thode articles padhe islamqa website se aur islamweb se par mujhe jawab to nahi mila na hi Balki zuhur ke baad aur pehle 4 rakat wali hadees aur phir zuhur se pehle aur uske baad do wali hadees ne aur bhi confuse kar diya isliye maine sirf ek hadees jisme Allah ke rasool ne pure din 12 rakat sunnat padhne ki taleem di hai uss par hi Amal kar raha hun baaki aap mashallah hadees ke aalim hai aur namaz ke bhi masail bohot jaante hai aap ache se sabhi sirf saheeh ahadees ki roshni mai bataye pure din mai kitni sunnat rakat hai aur sahi tadad ke saath aur jisme aapne 2 bhi padhi aur 4 bhi toh unn ahadees par kaise Amal Kiya jaaye
 
Last edited:

Similar threads


Top