DEEN KI HIDAYAT SE INHERAAF AUR MUKHALIF DEEN BATON PAR AMAL


DEEN KI HIDAYAT SE INHERAAF AUR MUKHALIF DEEN BATON PAR AMAL
Tahree : MUHAMMED BIN ABDUL WAHHAB rahimahullah
Tarjumah : MOLANA MUKHTAR AHMED NADWI hafizahullah
Roman Script : Abu Umaimah Owais

Al-Hamdulillahi Rabbil Aalameen Wassalato Wasallamu Ala Rasoolihil Kareem Wa Ala Aalihi Wa As'habihi Ajmayeen, Amma Ba'ad:

Ahal jahliat ki yeh ajeeb o ghareeb aadat thi ke jis deen ko woh apna kehte the is ki bad-tareen mukhalfat karte the aur is deen ke mukhalfeen se khoob dosti rakhte the jaisa ke unhon ne NABI sallallahu alaihi wasallam ke sath kya. AAP sallallahu alaihi wasallam ne deen-e-mooswi jab un ke samnay paish kya to unhon ne jadu ki kitabon ki pairwi ki jo all-e-firaon ka deen tha aur ummat islamiyyah mein is ki misalein bohat hain ke logon ne Sunnat-e-RASOOL sallallahu alaihi wasallam ko choda is ki mukhalfat ki aur falasafah ke af'aal o ehkaam ki taayeed ki.
 
Thread starter Similar threads Forum Replies Date
Israr Hussain Al-Wahhabi Bid’aat 0
Shona shaikh Bid’aat 0

Similar threads


Top