is riwaayat ki Zuaf ki bunyaad Ata Bin Saayib ka ikhtilaat nahi hai balke Amash rahimahullah ki tadlees ki wajah se ye riwaayat ZAYEEF qaraar paayi hai
Janab Owais Sahab Ye Sunan Abu Dawood ki Hadees No. 1502 ki Mutabiqat Sunan Tirmizi Hadees No. 3411 se bhi Hoti hai Or Sunan Tirmizi Hadees No. 3411 ki Sanad mai bhi Imam Amash Rahimahullah se Muanan Riwayat hai Lekin Hafiz Zubair Ali Zai ne Is Riwayat ko Sahih Qaraar diya hai !!!

24

25
 

Similar threads


Top