AURTON KELIYE AZAAN AUR JAMA'AT ZARORI NAHI


AURTON KELIYE AZAAN AUR JAMA'AT ZARORI NAHI
Fatwaa : SHAIKH IBN BAAZ rahimaullah(Formar Grand Mufti of KSA)
Roman Script : Abu Umaimah Owais

Al-Hamdulillahi Rabbil Aalameen Wassalato Wasallamu Ala Rasoolihil Kareem Wa Ala Aalihi Wa As'habihi Ajmayeen, Amma Ba'ad:

SAWAL:
College ki masjid mein taalibat namaz ada karti hain, aur ek Talibah imamat ke faraiz saranjam deti hai, kya aurton ka imam ban-na mashro hai?

JAWAB:
Aurton ke liye azaan aur jamaat mashro nahi hain, yeh sirf mardon ke sath makhsoos hain. WA BILLAHI-TTOFEEQ
 

Similar threads


Top