social media ka istemaal kaise karen?

  1. Umar Asari

    Social Media (khulasa-e-dars)

    Social Media (khulasa-e-dars) Tehreer: Shaikh Abu Kaleem Faizi Hafizahullah Romanised By: Umar Asari عَنْ أَبِي هُرَيْرَةَ، عَنِ النَّبِيِّ صَلَّى اللَّهُ عَلَيْهِ وَسَلَّمَ، قَالَ: إِنَّ الْعَبْدَ لَيَتَكَلَّمُ بِالْكَلِمَةِ مِنْ رِضْوَانِ اللَّهِ لَا يُلْقِي لَهَا بَالًا، يَرْفَعُهُ اللَّهُ...
  2. Umar Asari

    Social Media ke messages aur hamari zimmedaari

    Social Media ke messages aur hamari zimmedaari Tehreer: Shaikh Mohammad Shahid Yaar Mohammad Sanabili Romanised By: Umar Asari Jab aap ko Facebook ya Whatsapp waghera par koi khabar ya paigham mile to us par yaqeen kar ke idhar udhar phailane se pehle yeh maloom karen ke yeh khabar ya yeh...
  3. Ibnatu Ali

    Social Media Par Gumraahiyaan

    Social Media Par Gumraahiyaan Bahut hi ahem baat hai yeh Facebook kholne ke baad jo pehli post dekhi Us mein Khaana e Ka'ba ki tasweer ke upar likha tha....... Koi kaafir hi hoga jo ise share na kare Doosri post mein Quran e Majeed ki aayaat ke saath darj tha ke Ise like karte waqt shaitaan aap...
  4. Ibnatu Ali

    Kahin Hum Quran o Hadees Ko Nazarandaaz To Nahi Kar Rahe?

    Kahin Hum Quran o Hadees Ko Nazarandaaz To Nahi Kar Rahe? Tehreer: Umar Asari Quran o Hadees Ko Jab Share Kiya Jaata Hai To Hamara Farz Banta Hai Ki Hum Usko Dhiyaan Se Padhen, Samjhen Or Us Par Amal Karen. Lekin Hamein Kya Ho Gaya Hai Ki Hum Quran o Hadees Ko Padhte Hi Nahi Hain. Samjhna Aur...
  5. Ibnatu Ali

    FACEBOOK YA WHATSAPP PAR POST MILNAY PAR HUM KYA KAREN?

    Facebook Ya Whatsapp Par Post Milnay Par Hum Kya Karen? Chand Tajaweez (Some Advices) Tehreer: Shaikh Maqbool Ahmed Salafi Hafizahullah Romanised By: Umar Asari (1) Agar Aapko Koi Post Behad Pasand Aaye To “Sub-han Allah” Keh Saktey Hain. (2) Kisi Ney Mehnat Se Tayyar Karkay Koi Cheez Aap...
  6. Ibnatu Ali

    Facebook Par Ladki Key Name Sey ID Banana

    Facebook Par Ladki Key Name Sey ID Chalana Tehreer: Shaikh Maqbool Ahmad Salafi Hafizahullah Romanised By: Umar Asari Social Media Is Waqt Bohat Taraqqi Kar Gaya Hai, Jiski Wajah Se Aksar o Beshtar Mard o Khawateen Is Se Jurey Hue Hain. Is Media Ne Jahan Kuch Achchey Asraat Chorey Wahein Is...
  7. Ibnatu Ali

    Billi Namaz Parh Rahi Hai

    Billi Namaz Parh Rahi Hai Romanised By: Umar Asari Aayen janab, Social Media ki dunya mein aap ko khush-aamdeed. Social Media ki is wasee (kushada) duniya mein jahan aap ko kuch kaam ki batein milengi wahin aap ko mukhtalif tarah ki khurafaat ka bhi saamna karna padega. Yahan aap ko kabhi koi...
Top