Kitaab Ka Naam: Woh Shaitan Hai!!!
Mu'allif (Author): Shaikh Abu Abdurrehman Mohammad Rafeeq Tahir Hafizahullah
Roman Translation: Umar Asari
Is Kitaab Ko Urdu Unicode Mein Padhne Ke Liye Mohaddis Forum Visit Karen.
1- Namazi ke aage se guzarne wala:
Abu Sa’eed Khudri Radhiallahu Anhu bayan...
Social Media Par Na-Mehram Se Chat
Tehreer: Shaikh Rafiq Tahir Hafizahullah
Romanised By: Umar Asari
Ghair Mehram mard o aurat ki baat cheet aamne saamne ho, mobile paighaamaat (messaging) ke zariye ho, ya Social Media par chatting ho, sab ke liye Allah Taala ne ek hi usool o zaabita muqarrar...
Kya shauhar apni biwi ka doodh peene se us ka beta ban jaata hai?
✵Sawaal:✵
Assalamualaikum Warehmatullahi Wabarkatahu
Janab Agar shohar biwi ka doodh pee jaye toh kya apni biwi ka beta ban jata hai ?
kya nikah tooth jata hai ?
kya islam is tarah karne ki ijazat deta hai yah nahi agar shohar...
Namaz e Janazah Mein Surah Fatiha Padhne Ki Daleel
Sawaal:
Assalaamu alaikum
Namaz e janaza me surah fathiha padne ki daleel quran o hadees se bhejiye
Jazakallah allahu khair
Jawaab:
Walaikum Assalam Wa Rehmatullahi Wabarakatuhu
Namaz e Janazah ho ya koyi aur namaz, Surah Fatiha padhna Waajib...
Kya Nabi Sallallahu Alaihi Wasallam ka naam choomne se nijat mil jaati hai?
❀Sawaal:❀
Kya nabi ka nam chomney se nijat milti ha?
✿Jawaab:✿
Is talluq se ek riwayat pesh ki jaati hai:
عَبْدُ الْمُنْعِمِ بْنُ إِدْرِيسَ، عَنْ أَبِيهِ، عَنْ جَدِّهِ وَهْبٍ قَالَ: كَانَ فِي بَنِي إِسْرَائِيلَ رَجُلٌ...
Qabron se guzarte huwe Salaam kehna?
❀Sawaal:❀
Aslam-u-Alaikum ... Mera sawal ye hai k agar murde qabron mei sunte nahi to phir hum unhe qabarstaan se guzarte hoaye salaam q karte hain.?
✿Jawaab:✿
Walaikum Assalam Warehmatullahi Wabarakatuhu
Qabr waale na to salaam sunte hain aur na hi salaam...
Do rak’at waali namaz mein tawarruk
❀Sawaal:❀
Tawarruk kab kiya jaayega? Kya Do rak’at waali namaz mein tawarruk sabit hai? Ya sirf chaar waali mein?
✿Jawaab:✿
Tawarruk har us tashahhud mein hai jis ke baad salaam hai. chaahe woh tashahhud pehli rakat mein ho, ya doosri (2nd), ya teesri...
Shaadi ke baad shauhar ka naam apne naam ke saath lagaana kaisa hai?
Tehreer: Shaikh Rafeeq Tahir Hafizahullah
Romanised By: Umar Asari
✪Sawaal:✪
Hamaare mu’ashre mein aksar dekhne mein aaya hai ke shaadi ke baad khawateen apne naam ke saath shauhar ka naam laga leti hain. Kuch ahl e ilm ise...
This site uses cookies to help personalise content, tailor your experience and to keep you logged in if you register.
By continuing to use this site, you are consenting to our use of cookies.