shaikh ibn e uthaimeen

  1. Umar Asari

    “Ali! Sone se pehle paanch kaam zaroor karo” ki Tehqeeq

    “Ali! Sone se pehle paanch kaam zaroor karo” ki Tehqeeq Prepared By: Umar Asari ✵Sawaal:✵ Mere ek dost ne mujhe ek kaaghaz diya, jis mein likha huwa tha ke Nabi Sallallahu Alaihi Wasallam ne Imam Ali Radhiallahu Anhu ko yeh wasiyyat farmaayi ke Ali! Sone se pehle paanch kaam zaroor karo: ➊...
  2. Umar Asari

    Salary mein se monthly bachat par zakat kis tarah ada kare?

    Salary mein se monthly bachat par zakat kis tarah ada kare? ✯Sawaal:✯ Main ek company mein taqreeban do saal se job kar raha hun, aur har mahine apni salary ka ek bada hissa bachat ke taur par jama karta hun, aur is tarah se dasven (10th) mahine mein mere paas us waqt ke mutabiq nisaab e...
  3. Umar Asari

    Namaz Mein Sajda e Sahw Kab Kiya Jaayega?

    Sajda e Sahw Kab Kiya Jaayega? ✵Sawaal✵ Assalamu Walaikum. Namaz Me Sajda Sahu Kin Kin Surto Mein Wajib Ho Ga Aur Us Ka Sahi Tarika Kya ho Ga. ✪Jawaab✪ Walaikum Assalam Wa Rahmatullahi Wabarakatuhu Shaikh Ibn e Uthaimeen Rahimahullah se sajda e sahw ke asbaab ke mutalliq sawaal kiya gaya to...
  4. Umar Asari

    Cigarette (Tambaaku) bechna kaisa hai?

    Cigarette (Tambaaku) ko bechna ❅Sawaal:❅ Tambaaku peene aur bechne ke baare mein kya hukm hai? ◈Jawaab:◈ Tumbaaku peena bhi haraam aur us ki khareed o farokht karna aur tambaaku aur Cigarettes bechne walon ko apni shops rent par dena bhi haraam hai kiunki yeh gunaah aur sarkashi ke kamon mai...
  5. Umar Asari

    Khwaab mein murdon ko dekhna

    Khwaab mein murdon ko dekhna ✷Sawaal:✷ Kya maut ke khwaab ya khwaab mein murdon ko dekhna is baat ki daleel hai ke yeh insaan jald faut ho jaayega? Is soorat e haal mein kya karna chahiye taaki un bure khwaabon se jaan choot jaaye? ✹Jawaab:✹ Yeh khwaab jis se insaan dar jaye aur ghabra jaaye...
  6. Umar Asari

    Daadhi kitni rakhni chaahiye?

    Daadhi ke shar'ee hudood Romanised By: Umar Asari ✵Sawaal✵ Ummeed hai app daadhi ke mundwaane ya qata-o-buraid (kaant chaant) karne ke baare mein wazahat farmaayenge neez yeh farmaayen ke daadhi ke shar'ee hudood kiya hain? ✯Jawaab✯ Daadhi mundaana haraam hai. Is mein Rasoolullah Sallallahu...
Top