Coronavirus ki waba mein Qurbani ka masla
Tehreer: Shaikh Maqbool Ahmad Salafi Hafizahullah
Romanised By: Umar Asari
Coronavirus ki wajah se zaahir huwe sangeen masaail mein ek masla yeh hai ki logon ki ghareebi badh gayi hai yahi wajah hai ke jahaan log wabaayi bemaari ka shikaar ho kar badi...
Hajj Ka Mukhtasar Aur Aasaan Tareeqa
Tehreer: Shaikh Maqbool Ahmed Salafi Hafizahullah
Markaz Ad-Da’wa wal Irshaad, Taif.
Romanised By: Umar Asari
(1) Meeqaat (Jahan Se Ehraam Baandha Jaata Hai):
¤ Ehraam Hajj ya Umrah mein daakhil honay ki niyat ka naam hai na ke kapdey ka.
¤ Meeqaat...
ꙮQuran o Hadees ki roshni mein Qurbani ke ahkaam o masaailꙮ
🖊 Tehreer: Shaikh Maqbool Ahmad Salafi Hafizahullah
🖋 Romanised By: Umar Asari
Ashra e Zil-Hijjah ki badi fazeelat hai, is mein bade bade aamaal anjaam diye jaate hain, un aamaal mein se ek ahem tareen amal Allah ki qurbat ki niyyat...
Qurbani Ke Chaar Din Kitaab o Sunnat Ki Roshni Mein
Tehreer: Shaikh Maqbool Ahmed Salafi Hafizahullah
Romanised By: Umar Asari
Qurbani Ibadat hai aur Ibadat ke saarey aa’maal tauqeefi hotey hain. Unhein theek usi tarah anjaam diya jayega jaisa shariyat se saabit hai. Sahih qaul ki roshni...
Kya ghair muslim padosi ko Qurbani ka gosht de sakte hain?
✯Sawaal:✯
Kya Qurbani ke gosht mein ghair muslim padosi ka bhi hissa hai ya nahi?
✵Jawaab:✵
Musalman ke liye yeh jaaiz hai ki woh apne ghair muslim padosi ki diljoyi aur us ki taleef e qalb k liye use Qurbani ke gosht ka tohfa de, haqq...
QURBANI KA JANWAR ZABAH KARNE KA TAREEQA
Bhed, bakri aur dumba zabah karne ka tareeqa yeh hai ke janwar ko baayen (left) pehlu ke bal lita kar uski gardan par ek paaon rakh kar baayen haath se uska sir pakar kar daayen haath se
بسم اللہ اللہ اکبر
padh kar zibah kiya jaye.
📘(Sahih Bukhari: 5558...
GHAIRULLAH KE NAAM KI QURBANI HARAM HAI
Qurbani karna Allah ki ibadat hai aur har qism ki ibadat sirf aur sirf Allah ke liye hi hai.Lekin kuch kam ilm log Allah ke alawa Nabiyo ki jaise ke Rasool’Allah sallallaho alaihi wasallam ke naam par ya fir waliyon ke naam par Qurbani karte hain jo ke...
QURBANI KI FAZEELAT AUR USKA MAQSAD
QURBANI KI TAREEF
Qurbani ka lughwi ma’na
1.”Qurbani wo janwar hai jo Allah ki raah me Qurban kiya jaaye”
(firozul-lughat: 953)
2.”Qurbani wo amal hai jisse Allah Ta’ala ka qurb(nazdeeki) hasil kiya jata hai.”
(Al qamoosul muheet)...
QURBANI KARNE WALE KE AHEL O AYAL KE LIYE BAAL AUR NAKHUN KATNA JAYEZ HAI
بسم اللہ الرحمٰن الرحیم
Mustaqil Fatwa committee ke fatwe me hai ke:
Jo shakhs qurbani karna chahe uske liye ye hukm hai ke wo zul hijjah ka chand nazar aane ke bad apne baal, nakhun aur apne jism ke kisi bhi hisse se...
This site uses cookies to help personalise content, tailor your experience and to keep you logged in if you register.
By continuing to use this site, you are consenting to our use of cookies.