Search results

  1. Abul Husayn

    Aqeedah Ka Ma'na Wa Mafhoom!

    Aqeedah Ka Ma'na Wa Mafhoom! Aqeede Ki Lughawi Tareef: مَأْخُوذَةٌ مِنَ العَقْدِ ؛ وَهُوَ؛ رَبْطُ الشَّيْءِ، وَاعْتَقَدتُّ كَذَا؛ عَقَدتُّ عَلَيْهِ القَلْبَ وَالضَّمِيرَ،‏ وَالعَقِيدَةُ؛ مَا يَدِينُ بِهِ الإِنْسَانُ؛ يُقَالُ؛ لَهُ عَقِيدَةٌ حَسَنَةٌ؛ أَيْ؛ سَالِمَةٌ مِنَ الشَّكِّ،...
  2. Abul Husayn

    Masjid E Aqsa Se Muta'alliq Ek Ahem Hadees!

    Masjid E Aqsa Se Muta'alliq Ek Ahem Hadees! Az: Shaykh Maqsood ul Hasan Faizi Hafizahullah Romanised: Syed Ibraheem Salafi _____________________ بسم الله الرحمن الرحيم Hazrat Abu Zar (Razi Allahu Anhu) se riwayat hai ke hum log Rasoolullah ﷺ ke paas baithay yeh ghuftagu kar rahe thhey ke...
  3. Abul Husayn

    Islam Aur Emaan Mein Kya Farq Hai?

    Islam Aur Emaan Mein Farq Hadees E Jibrayeel (alaihis salaam) mein hai Jibrayeel (alaihis salaam) ka pehla sawaal (Nabi ﷺ sey) Islam ki baabat tha, jawaab mein Rasoolullah (ﷺ) ney chand zahiri umoor ka tazkirah farmaya (.. .. ..) jis sey sabit hota hai ke Islam chand zahiri umoor ka naam hai...
  4. Abul Husayn

    Shirk Aur Uski Aqsaam!

    Shirk Aur Uski Aqsaam! Az: Fazilatush Shaykh Dr. Saleh bin Fawzaan al-Fawzaan Hafizahullah (Urdu Tarjuma) Nashir: Darul Andlus Romanised: Syed Ibraheem Salafi ______________________ بسم الله الرحمن الرحيم SHIRK AUR USKI AQSAAM! Shirk Kya Hai? Shirk naam hai Allah Ta'ala ki rububiyat aur...
  5. Abul Husayn

    Hijri Saal Ka Aaghaaz!

    Hijri Saal Ka Aaghaaz! Islami taqweem (calendar) ki ibteda hijrat e madinah se huwi, yeh aisi taraqqi thi jisey Islami tehzeeb mein badi 'azeem ush shaan aur munfarid ahmiyat haasil huwi, sab se pehle jis hasti ne hijri saal ka aaghaaz kiya wo Sayyiduna Umar bin Khattaab (Razi Allahu Anhu)...
  6. Abul Husayn

    Hum Ramazan Kaise Guzaren?

    Hum Ramazan Kaise Guzaren? Tahreer: Hafiz Nadeem Zaheer Hafizahullah Romanised: Syed Ibraheem Salafi ______________________ الحمد لله رب العالمين والصلاة والسلام على رسول الأمين اما بعد Mah e Ramazan Rahmaton, Barkaton, Sa'aadaton aur Maghfiraton ka mahina hai jo hum se yeh taqaza kar raha...
  7. Abul Husayn

    Jahez Ek Museebat Aur Masiat!

    Jahez Ek Museebat Aur Masiat! Tahreer: Fazilatush Shaykh Wasiullah Abbas Hafizahullah Romanised: Syed Ibraheem Salafi ___________________ بسم الله الرحمن الرحيم Allah Rabbul 'Izzat ne mard ko aurat ke oopar fazilat ke asbaab mein se do asbaab ka zikr farmaaya hai: الرِّجَالُ قَوَّامُونَ...
  8. Abul Husayn

    Bid'at Ki Taqseem!

    Bid'at Ki Taqseem! Tahreer: Shaykh Ghulam Mustafa Zaheer Amanpuri Hafizahullah Romanised: Syed Ibraheem Salafi ____________________ بسم الله الرحمن الرحيم Bid'at ko saiyiah (buri) aur hasanah (achchyi) mein taqseem karna durust nahi, kiyunke har bid'at saiyiah (buri) hai, koi bid'at hasanah...
  9. Abul Husayn

    Zehar Peena?

    Zehar Peena? Tahreer: Shaykh Ghulaam Mustafa Zaheer Amanpuri Hafizahullah Romanised: Syed Ibraheem Salafi ____________________ بسم الله الرحمن الرحيم 'Ajwah jannat ka phal hai, madinah ke balayi hissah ki 'ajwah tiryaaq (yane zehar ka asar door karne waali) hai, jo shaksh tasalsul...
  10. Abul Husayn

    Rozey Ko Barbaad Karne Waale Amaal

    Rozey Ko Barbaad Karne Waale Amaal! Tahreer: Shaykh Muhammad Arshad Kamal Hafizahullah Romanised: Syed Ibraheem Salafi ____________________ بسم اللّه الرحمن الرحيم Rozah ek azeem ibaadat hai khawah nafli ho ya farz, iska ajr o sawaab kitna hai? sirf ek jumle se andaza laga len, Rasoolullah...
  11. Abul Husayn

    Nifaaq Aur Uski Aqsaam!

    Nifaaq Aur Uski Aqsaam! Tahreer: Shaykh Saleh al-Fawzan Rahimaullah Romanised: Syed Ibraheem Salafi ______________________ Nifaaq Kya Hai? Lughat ke aitebaar se lafz nifaaq fe'al e naafiq ka ek masdar hai, kaha jaata hai naafiq, yunaafiq, nifaaqan aur munaafiqah, yeh lafz "al-Naafiqa" se...
  12. Abul Husayn

    Kufr Aur Uski Aqsaam!

    Kufr Aur Uski Aqsaam! Tahreer: Shaykh Saleh Al-Fawzan Rahimahullah Romanised: Syed Ibraheem Salafi ____________________ Kufr Kya Hai? Lughwi aitebaar se kufr ke ma'na dhaanpne aur chopaane ke hain aur sharayi istelah mein emaan ki zid ko kufr kehte hain, yani Allah aur uske Rasoolon par emaan...
  13. Abul Husayn

    Ghustaakh E Rasool ﷺ

    Ghustaakh E Rasool ﷺ Tahreer: Shaykh Ghulaam Mustafa Zaheer Amanpuri Hafizahullah Romanised: Syed Ibraheem Salafi ______________________ Allah ta'ala ka frmaan hai: يَا أَيُّهَا الَّذِينَ آمَنُوا لَا تَقُولُوا رَاعِنَا وَقُولُوا انظُرْنَا وَاسْمَعُوا ۗ وَلِلْكَافِرِينَ عَذَابٌ أَلِيمٌ "Aye...
  14. Abul Husayn

    Deen Seekhne Ka Wujoob!

    Deen Seekhne Ka Wujoob! Tahreer: Fazilatush Shaykh Dr. Wasiullah Abbas Hafizahullah Romanised: Syed Ibraheem Salafi ____________________ Har musalmaan mard aur aurat par Deen aur Ibaadat ke ahkaam ka seekhna farz hai jis ke liye Allah Rabbul 'Izzat ne insaan ko paida kiya: وَمَا خَلَقْتُ...
  15. Abul Husayn

    Qabron Par Gumbad Bananey Ki Sharayi Haisiyat!

    New Edition Qabron Par Gumbad Bananey Ki Sharayi Haisiyat! Tahreer: Shaykh Ghulaam Mustafa Zaheer Amanpuri Hafizahullah Romanised: Syed Ibraheem Salafi _____________________ بسم اللّٰه الرحمن الرحيم Islam ek aisa mu'tadil mazhab hai jis ne apni dawat e haq ki buniyaad aise usoolon par qayim...
  16. Abul Husayn

    Jumu'ah Ke Din Maqbooliyat E Dua Ka Waqt!

    Jumu'ah Ke Din Maqbooliyat E Dua Ka Waqt! Sayyiduna Abu Hurairah (Razi Allahu Anhu) se riwayat hai ke Rasoolullah ﷺ ne jumu'ah ke din ka zikr kiya tou farmaaya: سَاعَةٌ لَا يُوَافِقُهَا عَبْدٌ مُسْلِمٌ وَهُوَ قَائِمٌ يُصَلِّي يَسْأَلُ اللَّهَ تَعَالَى شَيْئًا إِلَّا أَعْطَاهُ إِيَّاهُ وَأَشَارَ...
  17. Abul Husayn

    Sayyiduna Mu'aawiyah Razi Allahu Anhu Sahaba Ki Nazr Mein!

    Sayyiduna Mu'aawiyah (Razi Allahu Anhu) Digar Sahaba E Kiraam (Razi Allahu Anhum) Ki Nazr Mein! ❀ Sayyadah Aisha (Razi Allahu Anha) ne farmaaya: maine fitne ke daur mein logon ka jo mu'aamlah dekha us mein hamesha se meri yeh tamanna rahi ke Allah ta'ala meri umar bhi Sayyiduna Mu'aawiyah...
  18. Abul Husayn

    01) Ulama Ki Shagirdi Ikhtiyaar Kiye Baghair Husool E Ilm!

    Ulama Ki Shagirdi Ikhtiyaar Kiye Baghair Husool E Ilm! Tehreer: Hafiz Alimuddin Yusuf Hafizahullahm Romanised: Syed Ibraheem Salafi ____________________ Kya Ulama Ki Shagirdi Ikhtiyaar Kiye Baghair Husool E Ilm Mumkin Hai? (Hadees E Rasool Aur Aqwaal E Salaf Ki Roushni Mein) Guzishtah chand...
  19. Abul Husayn

    Sayyiduna Husain Razi Allahu Anhu Se Muhabbat!

    بـــــــسـم الله الـرحـمـن الـرحـيـم Sayyiduna Husain Razi Allahu Anhu Se Muhabbat! Tehreer: Hafiz Sher Muhammad Hafizahullah Tehqeeq wa Taqreej: Hafiz Zubair Ali Zai Rahimahullah Romanised: Syed Ibraheem Salafi ____________________ Nabi e Kareem ﷺ ne Sayyiduna Hasan bin Ali aur Sayyiduna...
  20. Abul Husayn

    Sahabi ki tareef hadees se saabit karen?

    Sahabi Ki Tareef Hadees E Rasool Ki Roushni Mein! Tehreer: Hafiz Alimuddin Yusuf Hafizahullah Romanised: Syed Ibraheem Salafi ___________________ Kuch logon ka sawaal hai ke Sahabi ki tareef hadees se saabit karen? Jawaab mein 'arz hai ke Abu Hurairah (Razi Allahu Anhu) se marwi hai ke Nabi e...
Top