Search results

  1. Ibnatu Ali

    Jamat-E-Islami Aur Manhaj Ahle Hadees Me Kya Farq Hai

    Jamat-E-Islami Aur Manhaj Ahle Hadees Me Kya Farq Hai ♦️1. Asma O Sifaat me bhi Bad Aqeedgi 🇸🇦 Hum Allah Ki Tamaam Asma O Sifat Ko bagair kisi Tahreef, Tashbeeh, Ta'ateel O Tamseel ke bayan karne aur Manne ke Qayel hain "الْحَمْدُ للّهِ رَبِّ الْعَالَمِين Ka tarjuma hai "Tamam Ta'arif Allah...
  2. Ibnatu Ali

    Zuhoor E Imam Mehdi Ek Naa Qabil E Tardeed Haqeeqat

    Zuhoor E Imam Mehdi Ek Naa Qabil E Tardeed Haqeeqat Tehreer: Shaikh Zubair Ali Zai Rahimahullah Romanised: Bint E Khurshid Ali ───────────────── الحمد لله رب العالمين والصلاة والسلام على رسوله الأمين، أمام بعد؛ Sahih aur hasan ahaadees se saabit hai ke qayaamat se pehle, musalmaano ka ek...
  3. Ibnatu Ali

    Khawarij do Tarha ke hote hain: Ek Muslim Hukmaran Ke Khilaf Baghawat Karne Wale Aur Dusre Ulma-E-Haq Ke Khilaf Baghawat Karne Wale

    [ Khawarij do Tarha ke hote hain: Ek Muslim Hukmaran Ke Khilaf Baghawat Karne Wale Aur Dusre Ulma-E-Haq Ke Khilaf Baghawat Karne Wale ] 🎙Fazilat Us Shaikh Al Daktur Ubaid Ur Rehman Al Madani Hafizahullah (Mudeer Markaz Al Islami Al Bukhari Taluli) ━═════﷽════━ ¤ Main Khawarij Ko Do Ahem...
  4. Ibnatu Ali

    Allah Ke Pyaare Naam Aur Un Ka Ma'ni Wa Matlab

    Allah Ke Pyaare Naam Aur Un Ka Ma'ni Wa Matlab Tehreer: Shaikh Saad Ibne Ali Romanised: Binte Khursheed Ali هُوَ اللَّهُ الَّذِي لَا إِلَهَ إِلَّا هُوَ (Allah(ﷻ) woh ba-barkath zaat hai) ke jis ke siwa koi doosra saccha ma’bood nahi hai, 》AR-RAHMAAN( الرَّحْمَنُ) : Allah ka ye naam Allah...
  5. Ibnatu Ali

    Qur'an Aur Ahadees Se Sahaba E Kiraam Razi Allahu Anhum Ke Kuch Fazail

    بــسـم الله الــرّحــمــن الــرّحــيــم Qur'an Aur Ahadees Se Sahaba E Kiraam Razi Allahu Anhum Ke Kuch Fazail By: Abu Humzah Abdul Khaliq Siddiqi Hafizahullah Romanised: Syed Ibraheem Salafi. ________________ SAHABA E KIRAAM RAZI ALLAHU ANHUM HAQEEQI MOMIN HAIN: Sahaba E Kiraam ka giroh wo...
  6. Ibnatu Ali

    Kalimah E Taiyabah (La Ilaha Illallah) Ki Sharaayit:

    بــسـم الله الــرّحــمــن الــرّحــيــم ➧Kalimah E Taiyabah (La Ilaha Illallah) Ki Sharaayit: Kalimah e tawheed ke taqaazon ko poora karney ke liye jin sharaayit ka paaya jaana zaroori hain ulama e ummat ne in ko saat (7) sharaayit mein mahsoor kiya hai: ➀ Ilm: "kalimah e taiyabah" ke ma'na...
  7. Ibnatu Ali

    Tawheed Aur Uski Aqsaam

    بــسـم الله الــرّحــمــن الــرّحــيــم Tawheed Aur Uski Aqsaam By: Shaykh Saleh bin Sa’d Al-Suhaimi Hafizahullah Urdu Tarjuma: Safi Ahmed Madani Hafizahullah Romanised: Syed Ibraheem Salafi ______________ Tawheed ke lughawi ma'ana tanhaa karney ke hain, aur shariat mein sirf Allah(ﷻ) ki...
  8. Ibnatu Ali

    Firqa E Naajiya Ka Manhaj

    Firqa E Naajiya Ka Manhaj
  9. Ibnatu Ali

    Firqa E Naajiya Ka Manhaj

    ❍Firqa E Naajiya Ka Manhaj ❍ By: Shaykh Abdul Hadi Abdul Khaliq Madni Hafidahullah. ❍ Romanised: Binte Khursheed Ali. ━━━━━━━━━━━━ بـسـم الله الـرحـمـن الـرحـيـم Allah ﷻ ne tamaam musalmaano ko Qu'ran e majeed ko mazbooti se thaamne ka hukum diya hai aur firqa bandi se mana’ farmaaya hai...
  10. Ibnatu Ali

    NOHA KHAWANI [BAIN KARNA]

    ➢NOHA KHAWANI [BAIN KARNA] 'Azeem munkaraat mein se hi Noha wa Bain karna bhi hai ba'z 'aurtein apney kisi azeez ki mayyat par oonchi aawaaz mein cheekhti, roti aur bain karti hain, isi tarah gireybaan chaak karna, kapdey phaadna, gaalon ko peetna, baal mundwaana yaa nochna aur kaatna, ye sab...
  11. Ibnatu Ali

    WASIYAT MEIN KISI KO NUQSAAN POHONCHAANA

    ❍WASIYAT MEIN KISI KO NUQSAAN POHONCHAANA بسم الله الرحمن الرحيم Islaami sahari'at ka ek sunhaira usool ye hai: ◄لَا ضَرَرَ وَ لَا ضِرَارَ "Naa nuqsaan saho aur naa hi kisi ko jaani wa maali nuqsaan pohonchaao". Jiski ek misaal ye hai ke apney tamaam shara'i waarison ko nuqsaan deyna yaa in...
  12. Ibnatu Ali

    JUWA KHELNA

    ❐JUWA KHELNA❐ بسم الله الرحمن الرحيم ◈اِنَّمَا الۡخَمۡرُ وَالۡمَيۡسِرُ وَالۡاَنۡصَابُ وَالۡاَزۡلَامُ رِجۡسٌ مِّنۡ عَمَلِ الشَّيۡطٰنِ فَاجۡتَنِبُوۡهُ لَعَلَّكُمۡ تُفۡلِحُوۡنَ‏۝ "Sharaab aur juwa aur buth aur paansey(ye sab) naa paak kaam 'aamaal e shaitaan se hain so insey Bachtey rehna taa ke...
  13. Ibnatu Ali

    LOTRY

    ❐LOTRY❐ بسم الله الرحمن الرحيم Aaj humaarey iss zamaaney mein juwey ki bahut si shaklein hain, un shaklon mein se pehli toh aaj kal naseeb ya [lotry] ke naam se ma'roof hai jiski bahut si soortein maujood hain aur sabsey ma'mooli qism ye hai ke log paise dey kar number yaa ticket khareedtey...
  14. Ibnatu Ali

    SOOD KHAANA

    ❒SOOD KHAANA❒ بسم الله الرحمن الرحيم Allah ta'ala ne apni kitaab Quraan e kareem mein siwaaye sood khoron ke kisi se 'ailaan e jang nahin kiya. Allah ta'ala ka irshaad hai: ◈يٰۤاَيُّهَا الَّذِيۡنَ اٰمَنُوۡا اتَّقُوۡا اللّٰهَ وَذَرُوۡا مَا بَقِىَ مِنَ الرِّبٰٓوا اِنۡ كُنۡتُمۡ مُّؤۡمِنِيۡنَ۝...
  15. Ibnatu Ali

    INSURANCE

    ❐ INSURANCE ❐ بسم الله الرحمن الرحيم Humarey zamaaney mein juwey ki ek shakal ye bhi hai ke log apni jaan o maal, ghar, gaadi, aur deegar ashya ka beema karwaatey hain aur atishzadgi se bachney ke liye yaa kisi ki izaa-rasaani se bachaau ke liye har cheez ki mukammal (full) insurance karwatey...
  16. Ibnatu Ali

    NARDSHIR[CHOSAR] KHELNA [JO KE SABOOR BIN AZDASHIR BIN BABIK SHAH-E-IRAAN NE EJAAD KIYA THA.

    ⚂NARDSHIR[CHOSAR] KHELNA [JO KE SABOOR BIN AZDASHIR BIN BABIK SHAH-E-IRAAN NE EJAAD KIYA THA. بسم الله الرحمن الرحيم Logon mein raayej bahut se kheylon mein se kayi haraam umoor paaye jaate hain jin mein se hi nardshir [choser] bhi hai [Jo ke az zahar ke naam se bhi ma'roof hai] jis se...
  17. Ibnatu Ali

    JIS CHEEZ KO ALLAH TA'ALA NE HARAAM KIYA HAI USEY HALAAL KAR LENA AUR HALAAL KARDAH CHEEZ KO HARAAM THAIRA LENA:

    ❐JIS CHEEZ KO ALLAH TA'ALA NE HARAAM KIYA HAI USEY HALAAL KAR LENA AUR HALAAL KARDAH CHEEZ KO HARAAM THAIRA LENA: Haraam ko Halaal kar lena aur halaal ko haraam thairaana yaa iss baat ka 'aiteqaad rakhna ke Allah ke 'alaawah woh iss mu'amle [tehleel wa tehreem] mein kisi doosrey ko bhi haq...
  18. Ibnatu Ali

    RISHWAT LENA AUR DENA:

    ❐RISHWAT LENA AUR DENA: بسم الله الرحمن الرحيم Logon ke darmiyaan sach ko jhoot mein badalne, kisi ka haq ghasb karney (yane kisi ka haq maarna) yaa baatil ko naafiz wa rayej karney ke liye qaazi yaa...
  19. Ibnatu Ali

    JIN CHEEZON KO ALLAH TA'ALA NE MUFEED NAHIN BANAAYA UNKEY FAIDEY KA A'ITEQAAD RAKHNA.

    ❒JIN CHEEZON KO ALLAH TA'ALA NE MUFEED NAHIN BANAAYA UNKEY FAIDEY KA A'ITEQAAD RAKHNA. Ba'z log ta'weezon aur mushrikaana gandon Par 'aqeedah rakhtey hain aur kisi kaahin yaa jaadugar ke ishaarey Par mukhtalif qism ke pathron ke nageeney, samandari seepiyaan, manikey yaa silvery kadey aur...
  20. Ibnatu Ali

    BIWIYON MEIN 'ADL WA INSAAF NAA KARNA

    ❍BIWIYON MEIN 'ADL WA INSAAF NAA KARNA بسم الله الرحمن الرحيم Allahﷻ ne apni Mubarak kitaab mein humein wasiyat ki hai ke biwiyon mein insaaf karein, Allahﷻ ka irshaad hai: وَلَن تَسْتَطِيعُوٓا۟ أَن تَعْدِلُوا۟ بَيْنَ ٱلنِّسَآءِ وَلَوْ حَرَصْتُمْ ۖ فَلَا تَمِيلُوا۟ كُلَّ ٱلْمَيْلِ...
Top